khushiyan kyun hain thehri thehri si
Pal kyun hai gum sum se, chup chup se
Is khali kamre mein yeh ghadi hi hai bass tic tic karti hui
kya kuch mujhse kehna chahti hai yeh ?
yeh waqt ruk sa kyun gaya hai, aansu sukh sa gaya hai
gala yeh runth kyun gaya hai, kehte kehte baatein bhool sa kyun gaya hai

.jpg)